Gujarat university online exam device registration error and problem solution
gujarat university ne offline exam ke baad ab online exam lene ke liye
taiyaar hain, kal university ne students ko text message ko bhej kar
device registration karne ko kaha hain .iska matlab ki ab gujarat university
sept.end tak online exam bhi legi.
is article men hamne gujarat uni online exam device registration ke bare mein jankari aur some error aur problem ka soluution diya hain ,
university online exam-( https://digionlineexam.com )se online exam legi.
jo students online exam online exam dena chahte hain unko is link pe jakar
login karna hoga aur apni sab detail ko verify karna hoga ,aur agar koi detail
main problem ho to usko university ko batana hoga,
process for login on gujarat online exam portal
1. sabse pehle apko laptop / mobile pe google crome web browser hona jaruri hain .
2. apko crome browser pe jakar likhna hain -https://digionlineexam.com ,
3.apko apne web browser se sab cookies ko delete karna hoga ,
4. uske baad apke samne gujarat university ko online exam portal ka home page open hoga
waha par apko device registration pe pe click karna hain .
5. uske baad apko apna enrollment number,email id ,mobile number,or last mein device type
pe jakar device select karna hain
-jis device pe ap exam dena chahte ho usko select karna hain ,
6.fir apko register device pe click karna hain ,
7.agar koi error batave to support button pe click karna hain ,
8. uske baad apke samne gujarat uni. ka help line number ayega ,uspe call karke help le sakte ho,
(gujarat uni.helpline number-7600959795)
9.aur agar device registration ho jata hain to apko apke bare main jankari dikhayega ,us jankari ko apko verify karna hain
jisme apka photo, mobile ,email,gender,enrollment number,subject etc.
uske baad subse niche do type ke option honge jisme
agar apki detail sab thik he aur ap ko koi problem nahi hain to apko dusre opiton pe jana hain (i have check all detaiil is correct )
pe click karna hain aur submit kardena hain .
lekin agar apki jankari mein koi problem hain to apko first opition ko (my information is incorrect) pe click karna hain.uske baad apko apna exam form fill karna hoga , jisme aoko apni wrong information ko badlna hoga. uske baad apko submit karna hain
aur koi problem ho to ap hame comment mein bata sekte hain ,